Tu jab saath thi mere Man Halka rahta tha mera Karke baate saari Dil ki Mann ye kahta tha mera Tu hai........Tu hai....... Tu yahi kahi par hai..... Janam ......janeman....... Meri Mohabbat tu hai Pyari sabse meri .. dilruba tu hai........
Ijhar to kar diya tha Humne apni mohabbat ka Bekaraar the jawaab janne ko Jawaab ye aayega Sapne me bhi na socha tha maine Dil hi Dil me apna liya tha tumne Chehre par saaf saaf khulkar aata tha Naam sunkar mera Tum bhi muskurane lag jaati thi Jab main swikaar tha tumhe To meri mohabbat ko kyu thukra Diya tumne kahkar ye ki........ LOG KYA KAHENGE.........