Unka hona
Hume khas bana gya,
Mohabbat Ko hi mohbbat ka
Raaj bana gya....-
Beete huwe kal ki hume fikar nahi,
Aab toh bas
Ane wale kalka
hume intezaar hain...-
Ek sapna tha hamara,
Jo Aaj jake pura huwa hain,
Yeh toh kishmat hain,
Jo aaj humpe meherban huwa hain...-
Namumkin ko mumkin karna hamara souk hain,
Tutte zindegi ko sajana sikha hain humne,
Mushkil chahe kitni bhi bari ho,
Jhukna hume manjur nahi,
Sayad ishiliye,
Sabko hum pasand nahi....-
Unhone kaha,
Kahise bulava aya hain,
Jo meri andherisi zindegi main,
Khushiyon ka paigam laya hain...❤️-
Aaj mile the hum unse,
Lag raha tha
Jaise barso baad mil rahe hain,
Galese lagakar unhonebhi keh diya,
Aab bas kuch aur waqt.
hum dono ek hone wale hain...
Thora sabra rakho,
Aab khusiya ane wali hain,
Aab log bhi dekhenge,
Tum hamare aur hum tumhare
Hone wale hain....
-
Sab kiya unhone hain,
Aur aab ilzaam lagegi humpar,
Uff woh bhi bare shaitaan hain,
Aab kya kare,
Yeh toh bas unka
Hume pareshan karne ka ek bahana hain....-
Mouka hain badalne ka,
Sare jahah ko apne paas lane ka,
Aab haar ki koi jagah nahi,
Waqt hain bas zindegi ko jine ka...
-
Kabhi haske humse baat bhi kar liya karo,
Kon jane kal hum rahe na rahe... 🙂-
Aapke baanhon main biti
Haar ek raat ki
Sunahari Subah banna chahte hain hum...-