Pati wo shakhs hota hai jo apne pariwar k liye biwi ko har waqt aansoo deta hai...lekin wo ye kabhi nhi sochta ek waqt Aisa aayega jab wo khi ka nhi rh payega. Aur patni ka aansoo ka hisab bhagwan ko use Dena hoga.
-
Do like sha... read more
Dusro ke charitra par ungli uthane Wale log apna aur apne ke girewan mei jhak ke dekhe kisme kitni pavitrata hai
-
Ye zindgi ki tanhai
Jo mujhe dur kar gai
mere saare apne se
Naa chaha ise khud pe hawi karna
Lekin har gyi mei apne AAP se ,
Ye zindagi ki tanhai
Jo mujhe dur kar gyi...........
Socha tha ki jindgi jiyoongi
mere apno ke sath
Par maloom chala ki wo to
apna tha hi nhi kabhi,
Na khwab apna tha
Na rishtein apne the,
Apna koi tha to wo tha tanhai,
Kyy karna un jahrile rishton ka
Jo jindgi bhr ka aansoo de gaya
Na ristein mile na koi apna
Ye zindgi ki tanhai
Jo mujhe dur kar gyi mere apne seππ!!!!-
Bahu palu sambhal ke chalo,
Bahu sasural mei sabko khus rkho,
Bahu sabki kadr karo,
Bahu pati ko khus rkho,
Bahu saas sasur ko khus rkho,
Bahu har kisi ki khushiyon ka dhyan rkho,
Dhyan rkhna tum insaan nhi ho, Bahu ho!!!
-
Jindgi mei kuch faisle hme
Aise halaat mei lene parte hai,
Jinke liye hamara dil Puri
Jindgi ijajat nhi deta!!!-