Do sal bad parso mulakat hui in donose. Or aaj v inke rishte bilkul pehle ki tarah he. Ek dushre ki bharose haathon mein haath lie chal rahe hen.
Matlabi duniya main bina matlab ki rishte
Dosti-
Na kuchh khone ki dar
Na kuchh pane ki Khwaab
Tu he na karne k lie sabke hisab-
ସାନ..... ଆକା.....ଚିକୁ
Teri sath rishta maa se nehin Grandmaa(maternal) se he
Sayad isliye.....
Tu or tujhse rishta itna khash he
Jabse tu duniya me aai he
Tab se tu meri chhotu (Sana) he
Teri bad to bahat aye,
Or tu bada v hogaya
Per hamari lie tu Chhotu hi rahega
Hamesha hamesha k lie....-
Meri khidki par aane wale Chand....
Kya tum jante ho, kitni intezar rehta he tumhari!
Sirf tumhari lie e andheri rat v hame lagte he pyari.
Meri khidki par aane wale Chand....
Kya tum jante ho, tumhari bina hmm kitni adhuri?
Sanse lete he to bas.... Khushbu tumhari.
Meri khidki par aane wale Chand.....
Tum kya nehin samjhti hamari majburi?
To fir Q e lukka chhupi or chori chori?
Meri khidki par aane wale Chand.....
Tumhari intezar to sadiyon se thi, or hamesha rahegi
Achha lagate he hme sunne me Chand_ki_chakori-
Puri duniya badal jaegi,
Umr tal jaegi,
Mousam badalti rahegi
Per tum hamesha meri hi rahogi
Bilkul pehle ki tarah-
ରଥ ତୁମର, ପଥ ତୁମର, ଘର ବି ତୁମର।
ଯିବା ଲୋକ ତୁମେ, ନବା ଲୋକ ବି ତୁମେ।
ପୁଣି ଏତେ ତର ତର କିଆଁ???-
Aaj ki e bhag daud, kal ko behtar banane k lie .....
Aaj ki e stress, kal ko bina stress ki jine k lie....
Aaj ki aadhi nind, kal ko chein ki nind sone k lie....
Aaj ki Khali pet, bass kal har dusre k pet bharne ki koshish k lie ....-