We reach a point
where everything seems
Obsolete-
Tumhari baatein toh
sirf baatein hi thi
Pyar ka Ehsas dilane ki
ek saajish si thi
Asuon ko chipaye
woh barish bhi thi
Tumhari meri mulakat
kuch adhuri si thi
-
Ek sapna
tut sa gaya
Koi apna piche
chutt sa gaya
Jazbaton ki iss
kasmakash main ulja
Main khud se hi rooth gaya
-
Kagaz ki kasti
Lehero se ladti aage badh rahi hai
Sapno ki basti
Haqiqat me ulajti khoti jaa Rahi hai
Yeh kagaz ka lehero tak ka safar
Yeh sapno ka haqiqat tak ka safar
Jane kiske talash mein
Khudko tarashe jaa rahi hai
-
The way he clung to me and waited for
The way he maintained his solicitous demeanour.-
Jakham kuredkar maraham lagaya karte hain.
Akshar jhuti tasali dilaya karte hain.
Dikhabati ki hadh puch jara unse,
Joh dil ki peshi kar humdam hone ka daba karte hain.-
Jaane kaise the wo din,
Tere baaton ke wager
kat te nahi the din.
Aaj ki baat hai kuch aisi,
Mano bin sagar ke rehti
machli jaisi.
Aisi bhi kya thi khata
Ke tu khudse bhi ruth baitha,
Iss mukam pe layi zindagi
Hame teri tasveer ke sahare
Kat te hain lamhe.
-
The freedom is truly free,
When justice is free of pretense.
When there is respect for ingenuity and prudence,
That will be the day of independence.-
It all began with your first glance.
I wanted to say how captivated I was, but never got the chance.
From Facebook friend request to road trips.
From WhatsApp messages to photo clicks.
You were all I cared about.
And I guess this is what Love is all about.-