Baibhaw Bhagat   (Baibhaw bhagat)
268 Followers · 8 Following

read more
Joined 13 March 2019


read more
Joined 13 March 2019
28 FEB 2024 AT 3:14

Sab kuch hote hue, kuch v nahi h pas me

Hazaro lafz hai magar fir v hu khamosh mai

-


16 FEB 2024 AT 1:38

Usne Ishq kiya tha tujhse aur ruswai ho gyi

Teri talab thi use aur tujhse zudai ho gyi

Tere jane ke bad kisi ki hasrat nai rhi use

Aur umrabhar us shaks ko mohabbat se nafrat ho gyi...

-


6 FEB 2024 AT 1:00

Mere berang si jindagi me shabab the tum

Mere akelepan me wo khushnuma ehsaas the tum

Magar jo tu ab ruth baitha hai dur khi mujhse

Ki tumhe kaise btau meri andheri raato ke chand the tum

-


17 DEC 2023 AT 5:39

Har gujarti raato me ek arzoo hoti hai

Hmari ankho me tumhari ek jhalak hoti hai

Hai koi shaks jo bekhabar so jaya krta 

Aur koi mohabbat me be sabar ro jaya karta hai...

-


16 NOV 2023 AT 12:19

Bhikre pade is Dil to sametu kaise

Tuute risto ko sambhalu kaise

Sath khusiya ka na jane kha chuut gya hmse

Ankho me ashq liye ab muskurau kaise...

-


9 NOV 2023 AT 22:48

Sabse dur hokar tere sath jena chahta hu

In Andhero ka ab sawera chahta hu

Thak gya hu khud ko akela krte krte

Ha ab mai tumhara hona chahta hu

-


31 OCT 2023 AT 0:07

Na jane wo aisa kya kar baitha

Sabse dur hokar wo akela ja baitha

Jo kvi hua hi nai krta tha mayush

Wo ajj sari bate chor kar khamosh ho baitha...

-


30 OCT 2023 AT 23:49

Chehre pe kitne chehre chupe h kha malum hota hai

Na jane kiske upar kon sa shikast aya h kha malum hota hai

Dil ke kono me dbaye hue h wo hazaro zakhm

Magar us chehre ki hasi ke piche ye kha malum hota hai...

-


24 SEP 2023 AT 1:31

Chehre pe kitne chehre chupe h kha malum hota hai

Na jane kiske upar kon sa shikast aya h kha malum hota hai

Dil ke kono me dbaye hua h wo hazaro zakhm

Magar us chehre ke hasi ke piche ye kha malum hota hai...

-


16 APR 2023 AT 1:04

Tera dur jana hme gwara na ho saka

Un raato ka ab tak sawera na ho saka

Maine sab kuch kho diya tere intezaar me

Aur tu ab talak mera na ho saka

-


Fetching Baibhaw Bhagat Quotes