tut gaye hai rishte ab inhe joda kyu jaaye
chutt chuka hai haath tumhara ab fir thama kyu jaaye
aakhir aagaye hona tang mere halato se baaton se
man bhar gaya hoga tumhara khel kr mere jazbaato se
kya mtlb ki humari aadaton se ab pyaar nhi
esaaa kya hua jo dil tumhara ab saath rhene ko tayar nahi
waqt par ilzaam lagana kya achaa lgta hai
ab kya tumhe he Aashiq sachaa lagta hai
-