B r o K e N S o u L ย  (B r o K e N S o u L)
41 Followers ยท 30 Following

read more
Joined 10 April 2020


read more
Joined 10 April 2020
30 NOV 2023 AT 17:23

ุงู„ู„ู‘ูŽู‡ูู…ู‘ูŽ ุงู‡ู’ุฏูู†ูŠ ุŒ ูˆุณูŽุฏู‘ูุฏู’ู†ููŠ

โ€˜Allaahummah-dinee wa saddidneeโ€™

O Allah! Direct me to the Right Pathand make me adhere to the Straight Path.

-


22 MAY 2021 AT 15:04

Kyun aisa hota hai jab teri yaad aati hai toh mein seham sa jaata hun...

Uss pal kuch samay ke liye mein akela padh jata hun...

Kya tujhe bhi meri yaad aati hogi...

Ya iss dard ko mein akela hi sehta hun...

-


8 MAY 2021 AT 20:21

Intezaar hai uss din ka
Jis din sab thik ho jayega...
Uss din ka jis din
Apno ke kareeb aane se kisi ke durr chale jane ka darr nahi stayega...
Uss din ka jis din
Frontline workers apne parivaar se muskuraa ke mil payega...
Uss din ka jis din
Covid warriors apne parivaar se bina darr ke mil payega...
Uss din ka jis din
Jab corona iss puri duniya se khatam hojayega...
Intezaar hai uss din ka
Jab fir se pura duniya muskurayega...

-


26 APR 2021 AT 21:59

Kuch khaas lamhein jo sang tere bitaye the...
Aaj wahi lamhein yaad bann kar aaye the...
Yaadein bhi kuch iss tarah thi...
Baarish ka mausam tha, bhigin sadke thi aur tum sath the...
Unhi bhigin sadkon mein tera hath tham ke tere sath chal rahein the...
Par afsos humein yaad aaya ki yeh bas yaad ban kar aaye the...

-


19 FEB 2021 AT 15:11

Kaash iss pyaar ka ehsaas tujhe bhi hota
Toh aaj mein tanha na hota...

-


13 FEB 2021 AT 12:18

Apne zindagi mein khush rehna galat toh nahi hai...
Par
Kisike zindagi mein dard deke
Apne zindagi mein khush rehna yeh sahi bhi toh nahi hai...

-


30 DEC 2020 AT 13:12

Agar tum maano toh tum mere liye sab kuch ho
Aur
Agar tum naa maano toh mein tumhara kuch bhi nahi hun...

-


16 DEC 2020 AT 14:08

Bhid bohot thi unki raahon mein...
Shayad isliye mujhe woh dhund nahi paayi...

-


6 DEC 2020 AT 13:56

Roz hum unse baat karne ke bahana dhudte hai...
Par woh hai ki humse pehle
Humse baat naa karne ke wajah dhund lete hai...

-


27 OCT 2020 AT 12:58

Kisine puch liya humse...?

Ki haste kyun nahi ho tum...
Humne bhi Keh diya
Akhir apne hi Dil ko rota dekh
Kon hass paya hai...

-


Fetching B r o K e N S o u L Quotes