"Zindagi ka naya panna Ab shuru hoga Din guzre hafte guzre Aur ab saal ko bhi guzarna hoga Kyu dare bhala hum ki aage kya hoga Jo beet gaya uska bas ek naya tajurbaa hoga Naye karwa ki shuruaat hogi Bas yuhi ayse hi safalta ki bhi agaz hogi !!"
Yakeen karna hi bhut mushkil hota hai Isliye har mushkil mai hum toot jate hai Hamara eman itna tagda kaha, Ki sabr ki jagha hum uhi apni zindagi se ruth jate hai !