Sabhi log matlabi hai duniya me siwaye hamary waaldein k Wo hamare liye sab karty hai bina koi matlab k Inki izzat or muskurahat ki wajah bano Beshak aapko qhud hi sab miljayega
Mohabbat me giraftar do log Unki judayi ki wajah duniya bangayi Mohabbat me giraftar do log Unki judayi ki wajah duniya bangayi Mohabbat me do hasti thy lekin Judayi k baad janaza tha ek Or janazy me log anek
Zindagi ek khali panna hai Is khali Panny ko rangon se sajana hai Khwaab jo adhury hai unhy pura kar jana hai Raasty asan to nahi hai lekin namumkin bhi nai Ab un raaston ko paar kar jana hai