Khoobsurati toh woh hai jo mehdood rahe khud tak
Kyun auron ko apne husn ka ikhtiyar de rahe ho
خوبصورتی تو وہ ہے جو محدود رہے خود تک
کیوں اوروں کو اپنے حسن کا اختیار دے رہے ہو-
Kahan ja rahe ho
Zara sa toh samblo
Kyun gunahon ke darya
Main doob marr rahe ho
Qatal toh ho chuka hai
Tumhare zameer ka
Ab jism bhi fanah ho
Toh kya hi ghalat ho
-
Ilaaj agar dil ka ho toh sukoon milega kaise
Ki har marz palta hai rooh ke zarre main-
In the skies above the sea, the sun is waiting up for me to light the dark of the distressed souls.
-
Dear Love,
Do remember to love me each second that we will have to spend apart.
With Love
YOUR LOVE.-
Do remember these three things in the given order of priority that some of us don't today:
1. No one in this world will always be with you except your Creator.
2. No one will ever do for you more than you do for yourself.
3. Amongst the different kinds of love you get in this world the most true and pure is the one possessed by your parents.-
ye zauq e qudrat to hum bhi hain rakhte
faraib ki baseerat to hum bhi hain rakhte
nazar aati hai ye dehshat har su humko
badalte daur ki chahat to hum bhi hain rakhte
parda e sharafat ke bani hain hum magar
taqat e khilafat to hum bhi hain rakhte
tumhare naam se hum hainn ye sach to nahi
MYRNA naam ki azmat to hum bhi hain rakhte
-
خودی کو قید کر خود کو رہا تو کر
ذاتِ آپ جان کر ذات کو مہا تو کر
نظر و سر جھکاۓ مسلمان ہوۓ
دل بدلے ترا وہ سجدہ ادا تو کر
رنگِ اندرون سے تو زندگی رنگ دے
نورِخود ڈھونڈ کر نورِ خدا تو کر
موت کی خواہش کو سینے سے لگا دے
یوں مخمود ہو کر محبت میؔرنا تو کر
-
Gairoon ki baatein jab tu ne humse kar li
To hi to jaan sake apni maqboliat ka raaz
غیروں کی باتیں جب تو نے ہم سے کر لی
تو ہی تو جان سکے اپنی مقبولیت کا راز
-
hans hans ke tere zulm uthayenge sitamgar
lab pe shikayat na kabhi layenge sitamgar
nagma-e-ishq saath gungunayenge sitamgar
har sur tere naam se milayenge sitamgar
shab teri ronaq-o-zaib ki ho ghar numaindeh
apni subh tere husn se sajayenge sitamgar
tu gar kinara kashi kabhi chahega mejhse
apni hasti tere khaatir mitayenge sitamgar
-