Struggle se darne ka nahi ,
Struggle ko enjoy karne ka.
Kyoki struggle hi to hai enjoy karne ko.
š¤.
Socho, jo abb na kiya to kab karoge ?-
And this activity provide me a life to live ..
Shaadi karke, to dekho
Bharose se bharosa uth jayga.
Pal pal tu Rona chahe ga per ro na payga.
BE A MAN, bolke tu khud ko samjhayga.
Ander aasuo se bhara hai, per ankho pe ek aasu bhi la nahi payga.
Aree tu husband hai mere dost,
Tu royga or uski koi kadar bhi nahi payga.
-
Wo mere girne ka intzaar kar rahe hai,
Mujhko jo chalta nahi dekh pa rahe,
Iss bar zaroor harega, soch wo mujhey demotivate karne ka rasta talash kar rahe hai.
Wo duniyan hi hai koi or nahi,
Wo apne hi hai , koi paray nahi.
Kyo wo itni nafrat bar bar, kar rahe hai.
Abhi to chala bhi nahi, fir kyo mere girne ka intzaar kar rahe hai.
-
Chup hoke dekh, duniyaan ke tamaashey haseen hai.
Bol ke apni nazro mai kyo girna,
Chup hoke rubal tamashaa dekh
Duniyaan bhot rangeen hai š
-
Chahata hu kuch acha ,likhu jo kisi ke kaam aye.
Aur ek din likhuga.
Jisse ek zindgi to sudhar jay.
Galat insaan nahi , galat soch hoti hai.
Soch humari hai, logo ki nahi š¤-
Ye jo bharose wale hote hai,
Asal mai yahi , BHOSADI wale hote hai.-
Mehnge kapdo ki jaroorat na.
Kuch bhi pehnu acha lagta hai.
Bus life mai iss attitude ko,
Sambhaal ke rakhna hai.-
Samajh nahi atta, log kya chate hai.
Samjh nahi atta , log kya chate hai.
Kabhi kabhi to khush hota hu,
Sale uspe bhi nazar lagate hai. š§
-
Respect wali zindgi , zeeni hai
To yaad rakho,
Kisi ko salah tabhi do , jab wo tumse mange.
Varna chup chap,
appni growth pe dhyaan do.-
Kisi ka bura kiya? , Na bhai.
Kisi ka bura sochha ? Na bhai.
Abhi to waqt , duniyan or Rishtedaro
Mai fas ke betha hai Rubal.
Itni bhi samajh nahi mujhmai,
Ki mai khud ko samjha saku.
Bus bol waheguru š. Mai age badhta chalu
-