Avhayendu Roy Β  (the_eternal_love)
70 Followers Β· 69 Following

read more
Joined 19 January 2019


read more
Joined 19 January 2019
13 JUL 2023 AT 13:23

Main woh khushiyan aapko nhi de sakhta
Jiski aap hakdaar hain
Main woh pyaar aapko nhi de sakhta
Jiske liye aap bekarar hain
Main woh aaklepan aapka todh nhi sakhta
Jiske liye aap bechane hain
Main woh khamosh chehre ko muskaan nhi de sakhta
Jiski woh hakdaar hain
Main woh aansu bhari aakhon ko ronak nhi de sakhta
Jiske liye woh tarasti hain
Main bass sayad woh duan hi kar sakhta hun
Jo qubool karna v sirf khuda k haath main hain

-


4 JUL 2023 AT 8:46

Intezaar.........
Toh kya hua juda hue
Magar hain khushi mile toh the
Toh kya hua mure raaste
Kuch dur sang chaale toh the
Dubara milenge kisi mour pe
Jo baki hain woh baat hogi kabhi
Chalo aaj chalte hain hun
Phir mulakat hogi kabhi

-


11 JUN 2023 AT 13:19

Duniya main mohabbat
Aaj v barkarar hain
Kyuki ektarfa pyaar
Aaj v wafadar hain
Toh yeh wafadari
Hum v nibhayenge
Na tera naam duniya ko
Na khud tujhko batayenge
Bass khamoshi se
Aapna pyaar nibhayenge
Tum pe aani wali
Haar musibat ko aapna banayenge
Jo andheron main v saath na chore
Hum tera woh saya ban jayenge

-


9 JUN 2023 AT 10:18

Akhir ek din
Mar jayenge sab aapni aapni maut
Sabhi ko kisi na kisi baat ka
Malal rahe jayega

-


26 MAY 2023 AT 22:06

Ghumnam si kahani meri
Sunsan si zindagi hain
Masoom sa yeh chehra liye
Main duniya ki badalne chala tha
Khayal aaya toh
Yeh jana rasta v kayi sunsan hain
Susan se uss raste ki v toh wahi kahani hai
Haar taraf andhera aur
Haar taraf khamoshi hai
Khamoshi ka woh manjar aaj v kahin
Meri aakhon mein jhalakta hain
Dekhna nhi meri aankhon ko warna
Tumko v yeh samndar le dubega
Uss andher si jahan main

-


1 MAY 2023 AT 6:36

Kya khoya aur
Kya paya hain maine
Pata nahi kitno ko rulaya aur
Kitno ko hasaya hain maine
Itni si thi kami mujhme ki
Kisika apna baan sakhun
Asa kuch v tha na mujhme

-


31 MAR 2023 AT 4:07

Tum shikayaten lekar aana
Main dhage ki anguthi le aaunga
Maine khaoya hain haar pyaari chij ko
Main aapni kismat phir v aajmaunga
Ek shayri likhi hain
Kabhi milogi toh sunaunga

-


25 MAR 2023 AT 21:16

Woh meri duniya kal v thi
Woh meri duniya aaj v hain
Main uski duniya nahi toh kya
Woh meri duniya ki taj v hain

-


14 MAR 2023 AT 20:45

Kisine mujhse nafrat kiya
Toh koi mujhse pyaar kar baitha
Kisi se mujhe dhokebaaj kaha
Toh koi mujhe farishta maan baitha

-


12 MAR 2023 AT 14:09

Ek shaks hain
Jo mere zindagi main tha aaya
Apne saath bohot si rangetain tha laya
Unki khushiyan mano unse dur thi
Jab woh mujhse milne tha aaya
Ek shaks hain jo mere zindagi main tha aaya........

-


Fetching Avhayendu Roy Quotes