Intejaar ki inteha ho gyi
Intejaar ki inteha ho gyi
Haye
Meri ek tarfa Mohabbat bhi lahasil ho gyi-
Ruk gyi thi me Ye soch kar
ki shayad vapas ayega
Vapas to aya magar rukne ke liye
nahi jane ke liye-
Jaruri nahi ki humesha likha jaye
Kabhi dusro ko bhi pad liya jaye
Apna dard to har roj sunte h
Kabhi dusro ka bhi sun liya jaye-
Yu tirchhi tirchhi nigahon se na dekhiye
Jamaana galat samjega
Tumhara kuch na bigdega sanam
Hum badnaam ho jayege-
Tut chuka hu itna ki
Ab kisi aur ko jod nahi pauga
Wafadaar to bahut hu yaar par
Ab kisi aur ke sath wafadaari kar nahi pauga-
Bahut kuchh h Jahan me
Par likh nhi paa rha hu
Wakt fisal rha h hath se ret ki tarah
Par kuchh bhi sambhaal ni pa rha hu-
Ek din beth kar socha mene
Kya kar rha hu me
Dil ne kha ki
Tutne ke baad bhi bas
Mohabbat nibha rha hu me-
Khatam sa ho gya kuchh paane ka junoon
Na jaane kha kho gya h mera sukoon 🙁-