28 AUG 2018 AT 12:45

Meri mannat ka dhaga hai tu..
Rab se jo manga tha wo wada hai tu..
Me to kuch bhi nahi tha tere bina..
Aaj me jo kuch hu usme aadha hai tu..

- ¡mH&v@π¶