Kai panno ki kitab hu. Tu ek panne par ruki hai. Bahut kuchh hai ish kahani mein, bas tu panne palte jaa. jo hai nahi kahi, woh sab isme likha hua hai. Mere ek panne se tu kitaab kaa haal Matt bata. Tujhe galib kaa dard milega, Meer kii yaadein, Gulzar ki yaadein, Jagjit ki baatein. Tu panne palte jaa, ek panne par Matt ruk.