Roothungi tujhse ek din is baar p
M ruthi to Manya kyu nhi
Tu to khete ho pyar karte ho mujhse
Jo dikhaya nakhra to uthaya kyu nhi
Muh fer kar jab m khadi thi vahan
Bulakar pass seene se apne laga kyu nhi
Pakad kar tera hath puchungi tujhse
Hak apna mujhpar tumne jataya kyu nhi
Is dhage ka ik sira tumhare pass bhi tha to
Uljha tha agar mujhse to tumne suljhaya kyu nhi
-