مرشد، وہ جان چِھڑکتا ہے مجھ پر،
میری جان لینے کے بعد۔
Murshid, Wo jaan chihdakta hai mujh par,
Meri jaan lainai kai baad.-
Writer 🖋
Kashmiri
What comes in my writings is fetched from my heart... read more
Tumharai saath toh tumhara khuda bhi hai,
Mairai saath toh mai khud bhi nahi...-
Koi kya karai kisi ki tanqeed yaha,
koi yaha,treeqa-i- tanqeed nhi jaanta.
Arai kya teer maar kar tum jaan logai kisi ki,
Tumeh toh ilm-e-teerkash b nahi aata.
Yeh jo kehtai hai hum muhabbat k maarai hai,
Arai ineh toh ishq karna hi nahi aata.
Ab q ro rhai ho kisi ki bewafayi par ai aashiq,
Ishq tumnai kiya aur ilzaam kisi aur par hai tu lagata.-
Koi kya karai kisi ki tanqeed yaha,
koi yaha, treeqa-i- tanqeed nhi jaanta.
کوئی کیا کرے کسی کی تنقید یہاں،
کوئی یہاں، طریقۂ تنقید نہیں جانتا۔
to_be_continued...-
Tujeh Rulanai Walai ,
Taras rahai hai teri ik baat k waastai,
Ai Jaanai Waalai!
Tunai jaatai jaatai sabko baihaal kardiya.....-
مٹھائی لو، اور جاکر اُسے مبارکباد دے آؤ
اُس سے کہنا،
کہ میں نے کہا ہے،
کہ تم اب دل ,❤️ سے اُتر گئے ہو۔۔۔-
Koi toh khail khuda hi khail raha hai mujhsai,
Warna kisi ki majaal nahi thi k mujeh rulayai-
Dil kai mareez yuhi nahi hue hai hum,
Aiy muhabbat!
Baday meethai jhoot sunnai ko milai hai.
-
Wo jiskai bagair Sukoon nahi milta
Wo aik shakhs buhatt tadpata hai mujeh.-
Suna Hai wo raat bhar sotai nahi Murshid,
Kahi uneh hamari kami ka ehsaas toh nhi hua....
-