Sath Hokar Bhi Tm Ab mere Sath Na Rahe...
Fark Itna Hua K Ab Hathon Me Hath Na Rahe...
Pahle Tujhe Bhi Bechaini Rha krti Thi Mujhse Har Roz Milne Ki...
Ab Sayad Mujhme Bhi Wo Jazzbaat Na Rahe...-
Isha Krna To Ek Aam Baat Hai...
ishq Ho Jana Khaas Baat Hai...
Jism Badal Kr Pyaar Krna Aam Baat Hai...
Jism Se Nikal Kr Bi Pyar Krna Khaas Baat Hai...
Or Ek Faqeer Ne meri hatheli mein Mera Mukaddar Dekha...
Maine Apni Hatheli pr mera Mukaddar Dekha...
Kismat se Hath bn jana Aam baat hai...
Hath se Kismat Banana khaas baat hai...-
Meri Patang ab Udaan Bhar Sakti hai...
Tere naam ka Teer kamaan bhar skti hai...
Kisi ki yaadon Se labaa lab Bhar Chuka hai dil...
Tu baki ka khali samaan Bhar skti hai...
Ek Gumnaam khat Naama bar k haathon mujh tk pohnchaya tha kisi ne...
Tu agar koi khat behje to usme apni pehchan bhar skti hai...
Meri Acchaiyan tujhe logon se sunne ko mil jayangi...
Tu Apni Nazar mein muje galat insaan bhar Skti hai...
Meri Sharam hai Jo Tujhko kch nhi bolta main...
Main bolta nhi tujhse isko mera gumaan bhar skti hai...
-
Tm Jo mera haal sunoge tmhe bs Rona Ayga...
Meri kahani me ye dil dil nhi khilona Ayga...
Kisi ne Bikher Kr Rkh Diya mere dil ko is kadar...
Tm Agr iske tukde btoroge tmhare hath Sona Ayga...
Asif mirza...-
Na main Ameer Hokar Jiya...
Na main Gareeb hokar Jiya...
Mujhe Gumaan Hai Khuda Main Tere Qareeb Hokar Jiya...
Mujh badanaseeb Se Kal Tk Koi Na Puchta Tha Haal Mera...
Aaj Main Khud Sbka Naseeb Hokar Jiya...
-
Nhi milta ab mujhe koi hamsafar mera...
Mere ghr mein hi kho gya kahin ghr mera...
Tujh tk Jaane k ab Saare Raaste mit gye...
Tujh Tk pochne ko kehta hai ab ye Safar mera...
Asif mirza-
Sukoon bech kr aaya hun main Tere Ghr Ai Khuda...
Tune Bhi Satana Hai Sata le Mujhko...
Zara Dekh In preshan or bebas logon ko...
Ye kya keh Rhe hain...
Ye keh rhe hain khuda utha le mujhko...
Asif mirza
-
Ek waqt ka Suraj Jb Dhalta hai...
Tb kahin Jake Dusra Nikalta hai...
Ye wo shams hai jiske Najdeek Zameen Nhi hoti...
Har Din Thanda pdta hai ye iske pss Aag ki kmi nhi hoti...
Tere pss Zameen bhi hai Aasmaan bhi hai...
Sbse bdi baat tu insaan bhi hai...
Arre Shram kr Tu kyu Dusron se jalta hai...
Ek waqt ka Suraj Jb Dhalta hai...
Tb kahin Jake Dusra Suraj nikalta hai...
-
Usse lgta h k badal gya hu main...
Mujhe lgta h k sambhal gya hu main...
Or jis tezi se Teri bewafaai ki shaam kya hone Lgi...
K Chadta Suraj bhi Ab Dhal gya hub main...-