Tum q Puchte ho ik sawaal,
Me tere Zindagi ka har jawaab likh dunga...
Tumne to dekha h sirf ik hi sapna,2
Me tere Zindagi ke sare haseen khwaab likh dunga...
Na mango hamse mohabbat ka suboot,2
Me apne har ik pal ka hishaab likh dunga...
Tu rakhti h sirf ik ghazal ki khwaahish hamse...2
Shabr kr Me tere Hushn pe mukammal kitaab likh dunga...
Tum q puchte ho ik sawaal...
.-
KYU KI HAMARI MOHABBAT HI HAMARI ZINDAGI HAI...... read more
Naa wo ladi hai Afghanistan me hizaab ke khilaaf
Or naa hi wo ladi hindustaan me sirf hizaab ke liye
Wo ladi sirf ik azaadi ke liye
wo ladi apne pasand ke libaas ke liye
Wo lad rahi sirf or sirf inshaaf ke liye
.— % &-
Chup rehkar bhi me bahut kuch kahta hu...
Tere diye un sare jakhmo ko,
Me yuhi muskurakar sahta hu...
Haa beshak me tujhe chahta hu...
.-
Wo door, Kaun khamosh baitha hai...
Chhorkar ye sari khushi bhari mehfil...
Jara dekh kar aana use dosto...
Kahi tut to nahi gaya unka bhi dil...
.-
Har waqt kai baat...
Kuch halki si kuch be-awaaz...
Khaamoshi me dil hai...
Shayad unki hi aayi yaad...
-
Ye Khula Aasmaan to hamara hai
Wo panchhiyaa kahi or se aaye the
Hamari aankhein sirf nam huyi
Wo khamakhaa hi ghabraaye the
.-
Unke Zindagi ka iklouta chasma tha me...
Jis se wo duniya ki khubsurti dekha karti thi...
Ik Roz Usne hame Kho (tod) diya...
Fir kya usne duniya ki sachayi dekhli...
.-
You have to distance yourself
from some people's,
if you don't wanna disrespect yourself
.-
Kuch khamiyaan mujh me bhi hogi shayad
Bewajaah uhi bewafaayi nahi milti
.-
Khamoshi se hamne mohabbat kiya tha Unse
Fir Itni shor kyu hai unki bewafaayi me
.-