29 OCT 2018 AT 22:36

Kashh! Mai parinda hota
Mai mandir-masjid par bhi baithta
Mai girjaghar-gurduwaare par bhi baithta
Na mera koi majhab na mera koi dhram hota
Har insaan mere liye bs ek insaan hota
Wo kis dharam se hai
En baato se mera koi Nata na hota
Har ghar ka paani eksamaan hota
Kaash! Mai parinda hota......

-Asif khan






- Ãlì Âsïf🥀