Talab usko jism ki thi
May pagal Rooh ka soda kar aya-
Asif Bhat
478 Followers · 2 Following
Poetic Philosophic Dimplic.
insta : asifbhat45
insta : asifbhat45
Joined 15 January 2018
3 JAN 2022 AT 19:21
"Usnay meray janam din pay doo tohfay hay bejay
Aik meri pasand ka aik uskay mann kaa
Aik haadisu kay rang ka aik zindagi ki thakan ka
Aik meray rishtay ka aik uskay hisay ka
Aik lafzu ki shakal ka aik logu ki dakhal ka"
-
4 NOV 2021 AT 11:18
"Tu deep hay muhabbat kaa
Tu mamta ki chaya hay
Maa tujsa bi koi is dunya may aaya hay"
-
28 SEP 2021 AT 18:46
yu jo milay hum,yu na miltay tou ye qaayinaat ka khoobsoorat tareen lamha qaayinat may dab jaata aur zameen isko qayamat kay roz numaya karti
-
12 SEP 2021 AT 9:32
"Kuch rishtay aasmaanu kay liyay banay hotay hay
is Zameen say inkay jazbaatu ka wazan sambaalay nahi sambalta"-
18 JUL 2021 AT 21:43
Aaj ik tasveer tumhari dekh li
ik umr apni saari usi may samait lii
-
5 JUN 2021 AT 13:57
"wo nafratu ki hadh paar kar gayay
hum fir bi muhabatu say waar kar gayay"-