Ashutosh patel  
14 Followers · 9 Following

Joined 26 September 2019

Joined 26 September 2019
23 DEC 2022 AT 11:30

Yun toh log kehte hai Zindagi choti hai,
lamhon ko samet lo
Par wo jo zindagi jeete hai unke liye zindagi badi hoti hai,
Unke liye lamhen aate rehte hai

-

22 AUG 2022 AT 9:58

Waqt kuch is qadar hai,
Ab humse dur hone k liye galtiyon ka sahara lena pad raha hai
Fir tujhe paane k liye 2 , 4 galti aur sahi……..

-

22 AUG 2022 AT 9:58

Waqt kuch is qadar hai,
Ab humse dur hone k liye galtiyon ka sahara lena pad raha hai
Fir tujhe paane k liye 2 , 4 galti aur sahi……..

-

18 JUL 2022 AT 10:28

कामियाबी की राह में ,
या तो कामियाबी मिलेगी या फिर गुमनामी
ना तो हमें कामियाबी से मोहब्बत है ना ही गुमनामी से नफ़रत ।

-

3 MAR 2022 AT 11:28

तुम मुझे बेदर्द दिल कहते हो ,
सही कहते हो ।
इस दिल ने भी कभी बेहद दर्द सही है ,
तभी बेदर्द है 🙂 ।

-

16 FEB 2022 AT 15:17

Musafir batate hen ishq ki raah haseen h ,
Jab hum chalne lage rishte chutne lage
Chaha ta toh me v tere sang us raah pe chalna
Par dar h kahi tu chutna jaye us raah pe
Jab tu hi chut jaye toh fir kis murshid k sahare bethun ………

-

19 SEP 2021 AT 7:39

Nawabi aur Sharabi ko amiri na dikhaya karo janab
Yaha to ek bottle sari gum kharid leta hai ♥️

-

19 SEP 2021 AT 7:39

Nawabi aur Sharabi ko amiri na dikhaya karo janab
Yaha to ek bottle sari gum kharid leta hai ♥️

-

6 SEP 2021 AT 21:58

Tumhare zindegi me aane ka koi irada nahi tha
Tumhare dar pe bas maafi ka lifafa chor k jaane wala tha .
Kambakht kise pata tha lifafa najuk waqt me chorne gaya tha.
Janab kya bataye sahi waqt aane tak ka waqt nhi tha.

Fetching Ashutosh patel Quotes