22 JAN 2018 AT 10:13

Ik shabd se bhi anjaan hota.
Agar maa apka dhyaan na hota.
Anpad ganwar bhatka hi hota.
Agar maa apka pyar na hota.
Irshiya, adharm, paakhand
mai reh jata
Agar Sarswati maa
aapne diya
gyan na hota.
Basant panchami ki
hardik shubhkamnaye.

- -©Ashu Jaiswal