Jab kabhi rah me thak jata hu me,
Thandi chhaon dekh kahi ruk jata hu me,
Jb ahsas hota h Tere pyar ka ,in hawaon me...
Kadam uthte hain,or yu hi chala jata hu me.....-
Yaden hain unki ab bhi, un andheri raton me,Ahsash abhi bhi h unka, in mousmi barsaton me,
Ab unki bafa ka ijhar kru bhi to kya,,,
Lafz bhi kam pad jate hain,unki sougaton me......-
Ye alfaz mere zo, aake baithe hain Teri sougat me,
Thoda deear_e _ husn inhe bhi kra do,
Shayad koi kamal or jayen......-
Batein krni thi bahut unse, mgar unhone koi sawal tak
nhi poochha,
Or ham bhi bewkoof,ki hamne unka haal tak nhi poochha ,
Wo chale gye apni rah, kuchh samay khamosh rhkar....
Bahti nadi sooni pad gyi yaron. Prr unhone ek sawal tak nhi poochha...
-
Di h bakhsish me insaniyat us khuda ne ,to thoda qdra krr lo,
Agar wo hisab mangta to....
Na Jane kitne desh nilam ho jate.........-
Ki unke saye me hamesha rhe ,
Ab unki parchhai se bhi darr lgata h-
Tera deedar.. Meri us kitab ki tarah h , jise me roj padhta hu,
Tera zikrr....us sawal ki tarah h jise me roj krta hu,
Teri baten ...bio ki us line ke jaisi h , Jo meri juban pe hamesha rhti h ,
Bsss Teri yad hi..
Chemistry ki us rxn. Ke jaisi he , jo mujhe hamesha dhokha deti h.....-
Rhkar khud dhoop me, chhaon Tujhe diya h,
Rahkar khud andheron me, Roshan tujhe kiya h,
Kitne hi sajde kru us khuda ke, hamesha kam hain,
Kyonki.....
Duniya me sabse jyada pyar krne wale,Jo Ma_Baap mujhe diya h...-
Pta nhi kyon gujra waqkt yad aata h mujhe,
Shayad.... vo Teri yad mujhe khich le jati h,
Me lakh koshish kru lot ke aane ki...
Pr vo Teri yaden ek badi dewar ban jati h................,...-
Aksar log iljam lagate hain, us bhavre parr,
Ab us bhavre ka kya kasoor....
Jab Kali hi itni sundar ho..........-