"Samay ke sath"
Sb badal jata hai samay ke sath..
bs reh jate hai ye khali hath...
Bdal gye hai ab jiwan ke rang bhi...
Or bdal gye hai jine ke dhang bhi..
Pucho na humse ki kya kuch nhi bdla..
Riste naate are sab kuch badal gya hai Is samay ke sath......- Ashish Panwar (साहेब)
4 MAY 2018 AT 23:52