Eak parinda sa ha mera andar,
Jo har waqt khula asman chahta ha, Jo bandisho ko tod ud jana chahta ha, Jo sirf apna faisle pa jena chahta ha, Jo be khauf apna pankh failana chahta ha,
Aur eak onchi udaan bhar jana chahta ha,
Eak parinda sa ha mera andar😘-
Lover
Shayr
Imagination
Dreamer
Eak parinda sa ha mera andar,
Jo har waqt khula asman chahta ha, Jo bandisho ko tod ud jana chahta ha, Jo sirf apna faisle pa jena chahta ha, Jo be khauf apna pankh failana chahta ha,
Aur eak onchi udaan bhar jana chahta ha,
Eak parinda sa ha mera andar😘-
She use to tell me that a Full moon was when mysterious things happen and wishes come true..
-
Bhut naseeb walo ko pheli har Milti ha, saflta ki asli qadar usi ko hoti ha Jo phela har dekh chuka hota hain..
-
Log gunaho se paak hone ko rab ko yaad kertey hai,
Kash koi sirf yaad ke liye rab ko yaad Kerta,
Har cheez mein insaan matlab farosh Hota hai,
Kash rab ki muhabaat mein uski baat kerta.-
Ma Meri Khatir Tera Roti Pakaana Yaad Aata Hai,
Apne Haathon Ko Chulhe Mein Jalana Yaad Aata Hai.
Woh Daant-Daant Kar Khana Khilana Yaad Aata Hai,
Mere Vaaste Tera Paisa Bachana Yaad Aata Hai.
Kahin Ho Na Jaye Ghar Ki Musibat Laal Ko Maloom,
Chhupa Kar Takleefe Tera Muskurana Yaad Aata Hai.-
Mithi ki murto ka ha ya Mela laga hoya,👀ankhia talash karti ha insan kabhi kabhi
-