Tere jaane ke bad koi HAMARA nahi kia maine,
KASHTI jo tooti to fir TAER ke KINARA na kia maine,
KHUDDAAR itna tha ki PUCHO na tum ashar,
Dam vahi Tod dia GHUZARA nahi kia maine-
--thought factory
--visionary
--write what i feel
read more
Jab ZINDAGI KHWABON se HASEEN thi to NEEND ko BEDAKHAL krdia krte the,
Aaj HAQEEQAT jab VEHSHAT hai to NEEND hi DARD me RAHAT banti hai.-
BHRAM bat ta hai ZAMANE me aur FAREB ki NUMAISH lagti hai,
Ye DAUR-E-ZINDAGI beshak mujhe AAZMAISH lagti hai.-
Meri ANA kaho mera PYAAR kaho ya kaho meri KHUDGHARZI,
Magar Mai TUMHE kisi aur ke SAATH nahi DEKH sakta.-
BEWAFAON ki MANDI me aaj firse tum sabse MEHENGI biki,
Maine aaj fir tumko KHAREED ke apna sab kuch LUTA dia.-
BIKHAR jana hi khudko SAMETNE ka ZARIYA bana,
Agar ab bhi tu mujhme SHAAMIL hota to mai kab ka MARGAYA hota.-
YA ALLAH! Mujhe mere SABR ka kabhi AJR mat dena,
Varna mere Kai APNEY BARBAAD hojayenge.-
SHOLA banke ab meri NAZRON me KHATAKTA hai,
Vo SHAKHS kabhi jo AANKHON ki THANDAK hua krta tha.-
MEDIOCRITY is a CURSE,
It tends to make you BELIEVE that you are SATISFIED with all the MINIMAL resources you own in life,
and your EXPERTISE go to WASTE-
Jab zindagi se bedakhal hu tere,
To mere khayalo me tera dakhal kyu?-