Garmi aisi thi ki laga ki sharir jal jayegi,
Par halki si tandi hawa chalte chalte keh gayi ham hai "Pareshan math ho".
Tanav ke is ghadi me,
Kaash us hawa jaise koi ho aur bol de ham hai "Pareshan math ho".-
Ek hadh tak dard sehne ke baad
Insaan khamosh ho jata hai,
na wo phir kisi se bath karta hai
aur na hi wo phir kisi se koi
umid rakhta hai...-
Bohot badnaseeb hote hai wo log
Jo sab kuch kar sakte hai par...
apna dil ka dard
kisi se bata nahi sakte...-
Silence --
Sometimes it heals the relations
and if continued...
then no matter what you do it is
enough to break the relations.-
Tarakki ke bare me log kya khak sochega,
jab bacha hua waqt sirf riste bachane me nikal jaata hai.
(Inse bath karlo warna e bura maan jayenge, unse karlo warna wo bura maan janyenge....)
Akhir kare tho kya kare...........!!!!-
Jisko asli dard ka ehsaas hota hai
wahi insaan rishton ko bachane ke koshis me laga rehta hai...-
Hamne suna hai log ANSU 😢
chupane ke liye barish me bhiga karte hai,
Aur ham hai ki ANSU 😢
chupane ke liye "ZANDU BALM" laga liya karte hai....-
Apne ansu khud poch lena chahiye,
Kisi aur ko pochne ka mouka denge tho
wo ya tho aapka mazak banayega,
ya unse souda karega...-
People are busy in calculating the WORDS,
what to speak what not to...
which WORD can make them more beneficial and which can not...
This made many to remain SILENCE...
In this beautiful world, collaborate all your WORDS to elaborate your existence.
Because when you are at life end, you will not have any other WORD except SILENCE....-