Kabhi uhe chlte unse mulakat hogi
Safar ek hoga rah ek hogi
Anjaan na honge Or na fir pehchaan hogi
Mai kise k saath hounga wo kise k saath hogi
Fasle dastaan kahenge Or nigahon se baat hogi
Aankhe gawahe dengi Or banho ki cha hogi
Ek tadap ek hasrat bechaini beshumaar hogi
Kuch pal gujarenge saath safar me
Manjil unki kaha or najane mere kaha hogi
Ek din safar me mulakaat hogi.
-Artboynaveen-
Lapata hu mai aapne he khayalon me
Mai dhundne khud ko khud se nikla tha
-Artboy Naveen-
Bandishon me rehne ki aadat ho gaye hai jahen ko
Aab toh pinjre se bahar bhi parinda udta nahi
-Artboy Naveen-
Aab kisko kahe dil ka haal murshad yaha toh aapne bhi aajnabi hai
-Artboy Naveen-
K dukh dard or nakame hissase pade mere
Kambakht mai khushiyon ka batwara kra betha hu
Naseeb me khakh likhe hai ussne
Or mai aapna aashiyana jala betha hu
-Artboy Naveen
-
Ek Manjil ek safar rasta bhi ek raha
wo mujse aage chalte rahe
Mai unhe peche dhundta raha
Wo Takrir wo tarif or wo chehra
Kuch din kuch raaten or saath Tera
begarti befizul bewaqt ka pehra
Mai or ye kambakhat khuwab Mera
-Artboy Naveen-
Kabhi waqht toh kabhi koi sakhas saath na raha
Mere sar pe Mere aapno ka haath na raha
Aakele aandhero se dosti kr le the hamne
Wo Mera toh raha pr mere pass na raha-
Aab subha me wo baat nahi rahe
Wo Raat aab mere saath nahi rahe
Jagte aankho se sapne fesalne lage
Aab Khuda se koi fareyaad nahi rahe
K
Janaje ko khub Sajaya Jamane ne mere
Aab sehere ki aas nahi rahe
Eitr gulaab or chnd fulon se saje the Kabr mere
Kambakhat unse Milan ki aab wo raat nahi rahe.
Aab subha me wo baat nahi rahe-
Mere aankho ko sukoon chahye
Mujme jo jinda tha wo Marhum chahye
Bade beherahme se Mara Gaya mere ruh ko
Arre Katilon mujhe mere gunhaa ka Sabut chahye
Ishq k khanjar se waar dil pe Karne walon
Wo toh Mar chukaa
Aab tumhe kon sa mehbub chahye.-
Mujhe Mohabat raas na aaye
Talaash me khud ki nikla ruh mile pr mere saath na aaye
Ibaadaton me ser jhukaye Darbadar firta raha mout Kabul huye kambakhat mere pass na aaye
-Artboy Naveen-