आप को बस आवाज़ लगानी थी,
में खुदको सारे का सारा करता.
यकीन था के वो छोड़ जाएगा हमे
उम्मीद होती तो इस्तीखारा करता.
✒️अरशद बैग-
... read more
अब ये ख्वाइश नहीं के कोई मिले हमे या ना मिले,
इससे तो अच्छा होता कि ज़िन्दगी में अना मिले.
हमने इन ही आंखों से देखा है मुसीबत का ज़वाल.
रहती हसरत के लगे आंख तो ख्वाब सुहाना मिले.
लगे मेरी तरह तेरे बेटे को भी इश्क की प्यास मगर,
दुआ है जब वो ढूंढे तो उसे कोई कुआं ना मिलें.
✒️अरशद बैग-
दिल इंसान से लगाओ,
तो तोड़ कर चले जाते हैं.
और जानवर से लगाओ,
तो छेड़ कर चले जाते हैं.
✒️अर्शद बैग-
Mein us chaanv ki tarah hu, agar ped chod du to patte sookh jaate hai.
Mein mere ghar mein sabka pasandida, agar ghar chod du to bacche rooth jaate hai.
Mene apne baap ko khokar ye jana hai, ke ghar ka bada na ho to apne bhi choot jhaate hai.
Paisa sambhal rakhta hai aaj ki daur mein sab kuch, Paisa na hoto acche rishte bhi toot jaate.
✒️ARSHADBAIG-
Jaha'n par sajda ho mein wo darr talaash karu'n,
Jaha'n maa ki hasi ho wo ghar talaash karu'n.
Jo le har faisle sahi se ek aisa mukhiya ho,
Jo ho is taaj ka haq daar wo sarr talaash karu.
Dhoond ne par to khuda bhi miljaye mujhko,
Baat rukti hai yahi par gar talaash karu'n.
✒️ARSHADBAIG-
Is haadse se mujhko guzar jaane do,
Is safar ab mujhko ghar jaane do.
Ek uska chod Jana aur baap ka naa hona,
In ghumo'n se mujhko ubhar jaane do.
Muqammal hue adhoore jo khawab the,
Ab sukoon se mujhko marr jaane do.
✒️ARSHADBAIG-
Humne loota kar apna sab kuch ye khayema banaya hai,
mein rakh Raha tha uski tasveer ko sambhal kr aaj bhi pr hakikat mein to usne kisi aur ko nigebaan banaya hai.
Ek dukh Kam tha ke wo Milne bulati aur mein kaam mein laga rehta, ek dukh ye hai ke ab usne kisi aurko apna banaya hai.
Mein hosh mein ye soch Raha tha ke mein neend mein hu aur mujhe sapna aaya hai.
✒️ARSHADBAIG-
Ek hi shaqs tha jo mere paas tha, ab to usse bhi nahi hai koi waasta.
Mujhe maarne ki sazishei'n chal rahi hai, dua karo kahi marr na jaun khuda na khaasta.
✒️ARSHADBAIG-
Pehle mujhe jalaya gaya, phir mujh diye ko bujhaya gaya.
Jaise jisne chaha waise istemaal kiya, aur phir mujhe dubaya gaya.
✒️ARSHADBAIG-