Lagta hai kamzor hota ja raha hu
Jahan gussa ana chahiye waha
Khamosh hota ja raha hu-
Arsh Pawar
(ArshadAhemad pawar)
9 Followers · 6 Following
Joined 23 September 2019
18 FEB 2022 AT 11:43
17 FEB 2022 AT 14:25
Kuch dard ayse bhi hote hai zindagi me
Jise hum seh bhi nhi skte
Or
Kisi se keh bhi nhi sakte
Alhamdulillah for everything-
12 FEB 2022 AT 21:05
Insaan ka Zinda rehna utna
Zruri nhi hai
Jitna us Insaan me Insaaniyat ka zinda
Rehna zaruri hai-
22 DEC 2021 AT 11:16
Marne ke baad ki gai tarif
Or dil dukhane ke baad
Mangi gai maafi ki
Koi ahmiyat nhi hoti-
5 DEC 2021 AT 9:54
SOME PEOPLE ARE NOT YOUR FRIENDS THEY'RE JUST SCARED TO BE YOUR ENEMY.
-
29 OCT 2021 AT 17:22
Numaish jism ki paiso ki or hathiyar ki bardasht hai hame
Jo baat Mohammad ki karoge to jung hogi-
29 OCT 2021 AT 16:51
Gunga hai wo insaan jo zulm ke khilaf bol na sake
Nakam hai wo kalam jo zulm ke khilaf likh na sake
-
6 JUL 2021 AT 9:24
Ab Mere Pass Aana Toh Istekhara Kar Ke Aana
Ab Mera Saya Bhi Tere Haq Me Behtar Nahi-