But stars do Disappear...
-
Arpita Devendran
118 Followers · 101 Following
😊
Joined 9 August 2018
19 OCT 2022 AT 5:00
Ghadi ki ek kante pe wo baitha tha,
Ek pe mai
Aur waqt guzarta gaya...-
19 OCT 2022 AT 4:52
Socha toh samjha maine,
Kahani sirf meri thi
Tumhare hone na hone ki na jagah thi aur na wajah...-
4 MAY 2022 AT 5:33
Yun aadatein na bigad meri
Ek tanhai mere jeene ka sahara hai...-
4 MAY 2022 AT 5:25
Bahoot masoom tha wo shaqs..
Zuban na keh saki uski
Nigahein bayan kar gayi...-