Agar Dil kisi ko chahe aur Dil sath Na de to
dimag ko samjhaya ja sakta hai
kisi ko apna banaya ja sakta hai-
Armaan Puri karne k liya Ghar se nikla tha per manjil dikhai nahi deti In lambe raston per 😓
-
Jo main tha Tere aane se main vo Na Raha sochta Hun ki Teri yadon ko aag laga ke aasman ka Dua banaa dun tujhko khud se alag karke tujhe Azad chidiya banaa Du
-
Main apne mayar se niche aane se to Raha
Main berozgaar Hoon magar kisi ke aage hath failane se to Raha
sher kitna bhi bhukha kyu Na Ho magar ghas khane se to Raha!-
zakham par namak lagaya nahi karte Jo bhul jaaye humko usse Hum apne yaad dilaya nahi karte aur kuch wajood aisa hai humara jis ko Hum chod de usko dobara munh lagaya nahin karte
-
Agar kuch poochho to Inkar to nahi karogi
Agar bata do Pyar hai to aitbaar to nahi karoge
Jaanta hun main Agar jaan bhi de du to bhi Tum Pyar nahi karoge
-
Sona main aaj bhi chahta hu maa ke use aanchal mein magar jimmedaariyo ke bhoj ne dhaba rakha hai Ghar se bekar Ho Gaya Hu ab Rasto ko apna bana rakha hai
Maa se baat karta hu to Dil bhi rota hai aur maa har bar ek hi baat puchti hai ki beta tu khana khakar sota hai na.-
Akele rone ka maja hi alag hai Koi chup karane bhi nahi aata
Darde Dil ki dastan suna bhi de kisi ko Too majak vishay Ban Jata
-
Agar har galti ki mafi mil jaaye to galti karne wala bekhof galtiyan karta hai
-
Mere Dil ki tadap to Dekho
main intezar bhi e us shaks ka kar raha hu
jo Meri duniya se kab ka ja chuka hai💟!-