Maine dil se pucha...kya hua?
Dil ne kaha...main fir tut gaya☺️💔-
Science student❤
Writer❤
Instagram: @dil.ki.awaaz.hai
Main Id: @arjun_bairva02
E... read more
She was so used to getting hurt in life that when her true love knocked at her door, she opened it and waited for its pain.
-
Woh kuch kehna chahta tha..
Par keh nahi paya!
Woh kuch sunana chahta tha;
Par suna nahi paya!
Woh kuch dikhana chahta tha;
Par dikha nahi paya!
Woh dil aur dimag ki asmanjas mein fas gaya;
Ki....
woh sab se door jaana chahta tha
Par door jaa nahi paya!
Woh dimag me bola door chale jaa;
Par dil ne rok liya!
..
Iss jaal mein fas kar
woh kabhi kuch kar na paya!-
And then one day with no
explanation, he just didn't care anymore....-
A delay in your reply pushes me to overthink about you which ruins my tranquillity.
-
Maana!
tumhara saath nahi de paya main😔
Jab tumhe meri sabse zyada zarurat thi...💔
Par mere us rabb ko pata hai...
ki rozana kitni dua kari hai tumhari salamati ke liye❤
Maana!
tumhare dard par marham na ban paya...😔
Par mere us rabb ko pata hai...
ki tumhare liye rabb se kitni ladai ki hai...❤
Maana!
tumhe haq hai gussa karne ka...
par meri galti ki saza bhi toh bata do...😔
Us rabb ko pata hai...
ki jab tum roye ho...tumhare saath bhi koi roya hai..😔
uss rabb ko pata hai...
Tumhari khushi mein hi...meri khush hai❤
Bus ek baar tum dil par haath rakhna❤
aur puchne apne dil se...❤
shayad tumhe ik pal mera khayal ayega❤...
aur na aye khayal toh...koi ghum nhi😊...
kyunki mere us rabb ko sab pata hai❤
-
Agar Koi Problem hai Toh Bata dena❤
Fir Baad mein mat bolna🙄
kisi ne tumse tumhara haal nahi pucha!!🤦♂️🙂-
Agar Tumhara Dil Junglee hai🙄
toh Ise jungle mein chhod kar aa jao!!🤦♂️😂...-
if you think you are the darkest soul!😂
then sorry...
you are talking to satan's dad!🖤🙂-