Areeba Rahman   (Areeba)
146 Followers · 23 Following

ना चाहिए कुछ तुमसे ज़्यादा, तुमसे कम नहीं ❤️
Joined 14 December 2017


ना चाहिए कुछ तुमसे ज़्यादा, तुमसे कम नहीं ❤️
Joined 14 December 2017
24 DEC 2020 AT 0:20

आज हमारा इश्क़ थोड़ा
और सयाना हो गया,
दिल ने कभी जो ख्वाब न देखे,

वो सब अब हक़ीक़त हो गया…

हर लत से मुझको तौबा ही था,
पर तुम्हारे साथ का आदत हो गया,
जो कभी जीवन मे उतरेगा नहीं,
वो नशा है मुझको हो गया..

तुमसे मिलके दिल ये मेरा,
है खुदा का जन्नत हो गया,
पलते है मुझमें हर ख़्वाहिशें तुमसे,
कि तू मेरा होना है हो गया..

आज हमारा इश्क थोड़ा
और सयाना हो गया..

-


23 OCT 2020 AT 13:57

Kuch tha ajeeb sa rishta usse kisi janam ka,
Warna pehli nazar me aese koi bhaya nahi krta.
Sharm haya ek umr se odh rakhi ho jisne,
Aese dil me yuhi koi utar kar aaya nahi karta.
Wo jiski cheekh bhi kaano tk na pahunchi kisi ke,
Uski khamoshiyan bhi yuhi koi samjh jaya nhi krta.
Bahot kuch seekha hai is muhabbat se maine,
Ke dil me jo aaya hai wo jaya nahi karta.

-


23 OCT 2020 AT 13:51

Aey asmaan ab tu bhi
Aag banke baras
Mujhe ab khauf nahi
Duniya ka sitam kya hoga
Phaila rahi hu ab afwaah
Khud ke baare mein
Dekhte ye bhi hain
Tamasha ab aur kya hoga.

-


23 OCT 2020 AT 13:46

Pighal raha hai mom waqt ke saath sahi,
Mujhe yaqeen hai patthar bhi pighal jayega,
Ishq hai saath, to ummeed bhi qayam hai
Guzarta waqt hai ek roz guzar jayega.

-


26 AUG 2020 AT 9:42

Zaruri hai
(Read caption)

-


26 AUG 2020 AT 9:27

Khud ke "suraj" ke liye
Us suraj se ladte hue
Dekha hai kadi dhoop me
Har baap ko jalte hue

-


26 AUG 2020 AT 9:24

Wo chaand taaron me hi mujhe talaashta raha
Mai bekhabar thi, wo khuda se mujhe mangta raha
Naa koi izhaar kiya, naa koi mulaqat
Wo shayar tha, shabdon se mujhe tarashta raha

-


26 AUG 2020 AT 9:19

Hasraton ki ret me
daba hai ishq is qadar,
Khul gya to khatm hai
Reh gya to dafn hai.

-


20 JUL 2020 AT 22:55

Surah Al-Anfal

1. The believers are only those who fear when Allah's verses are recited.
2. They perform As-Salat (Iqamat-as-salat).
3. Allah made it only as glad tidings,and that your hearts be at rest therewith.
4. This is the torment,so taste it,and surely for the disbelievers is the torment of fire.
5. Allah weakens the deceitful plots of disbelievers
6. Obey Allah and his messenger and don't dispute
7. Main theme of the Surah relates to the Battle of Badr.

-


20 JUL 2020 AT 16:29

Fitna of JUZ 1-10 :-

1.Adhure deen par amal karne ka fitna
2.Adhuri ita'at (incomplete submission)
3.Adhuri ita'at waalon pr jannat haram hai
4.Aaj kl k log hidayat ko bech ke gumrahi khareed lete hain
5.Nikaah ka fitna
6.Fikre duniya ka fitna
7.Shaksiyat parasti ka fitna
8.Na ittefaqi ka fitna
9.Jahiliyat ka fitna
10.Shirk ka fitna
11.Gunaahon ka fitna

-


Fetching Areeba Rahman Quotes