Aksar thoda aour behter ki talaash me
Hum behtreen ko jaane dete hai-
SAHARE ki ZARURAT TO KAMZOOR KO HOTI HAI
JO MAZBOOT HOTE HAI WO KHUD DOOSRO KE LIYE SAHARA HOOTE HAU HAI-
zindagi me khuch baada kaarna hai
kissi ek ki chaahat nahi
haar kissi ki khuwahish banna hai
-
paana jissko mumkin nahi
aas usski kaarta q hai
aye dill tu khamakhaa
naamumkin khayalo pe maarta q hai
-
ittne door hoke bhi kitne pass ho tum
me "SAYAR" hu aour meere "ALFAAZ" ho tum-
aagar usski hassi me koi raaz hai
to sayaad tera ishq be buniyaad hai
kya usse bhi teeri khamoshi ka ehsaas hai
aagar naahi to sayad tera ishq be buniyaad hai
kya ussme bhi tere liye tere jaise zazbaat hai
aagar naahi to sayaf tera ishq be buniyaad hai
kya tere liye usske hassi me aabhi bhi wo baat hai
aagar nahi to sayad tera ishq be buniyaad hai-
mout zindaagi ka wo kamil markaj hai jisske itraff puri zindaagi gardish kaarti hai
-
khuwahish insaan ko bahar se aur umeed insaan ko andar se pareshaan kaarti hai
-