Mizag bat tey haan
Mizag bat tey haan
aas bat tey haan
aas bat tey haan
Aaftab to nahi
Aaftab to nahi
Mehtab bat tey haan
Mehtab bat tey haan
Aqeel ur Rehman khan-
Umeeday ittifaq rakhti haan
Teray samney eek baat rakhti haan
Too maney to sab kuch
Na maney to betab rakhti haan
Aqeel bangush-
Hum apney ghamon ko teray aatish ma jala detay haa,
Ya baat kuch oor haa , teri hasrat hi mita detay haan,
Aqeel ur Rehman khan bangash-
Ma teray shehar ma ruksatey deedar laya hoon,
Too maney ya na maney ma to pyaar laya hoon,
Gul na gulfam se poocha haal a gulshan kya haa,
Humney jawab diya tera miyar kya haa,
Tasalli unko hueey ki mohabbat Dil ma bohat hai,
Sawal thaa izhar kya haa.
Aqeel khan bangash
-
pithay hueey mohrey akser lurak jatey haan,
Kuch aakhon ma khatak jatey haan , tabhi to wo khud bisat se bahar lurak jatey haan, lafz bolna haq haa tera,
Per tootey hueey moo per aksar lafz latak jatey hain, gazwa kya hai na khaber haa tujko , na teray ahley ayal ko , too bus bisat mita urdu ki , bik jayegi Teri bisat khud aatey dal ko,-
Yoo to aman ke ghosley ma bethi chiri aman ki muhafiz haa
Tahafuz ke niwalon se jihad nahi Mumkin,
Yu to taj ki chamak zamaney ki lalak haa
Gar gardishey ayyam faqeeri ka maza
Faqeer hi janey
-
Tafteeshay bayan dekhiyey ,
Yahan nahi wahan dekhiyey,
Zindagi gum nam se haa,
Kuch khas bayan dekhyey,
Wo talab ke manazir
Wo khush fehmi
Bus itna samaj lejiyey
Ya zindagi eek hukmiran ki haa
Us hukmiran ki bayan dekhiyey-
Kisi ka mizag ma kisi kay liyey ruaab haa too,
Kisi kay ke liyey aab , kisey ka liye aag haa too,
Dedicated to Mr. Batra-
Utna na urooj hasil karsakey khayal
Jitni thee misal,
U palat ke dekha duan duan thaa
faslay per kuch hua thaa,
Pal bhar ma dekha pal bhar ka saaz
Utna na urooj hasil karsakey khayal
Jitni thee misal
-
Hum umeedon ke dher per mashal liyey bethay haan,
Kahi rakh na ho jay bus khayal liyey bethay haan,
Zameen dor dor tak nahi
Bus malal liyey bethay haan
Kai log guzar gay rah guzar say
Hum eek khayal liyey bethay haan
Be tarteeb haa unka tarteeb se aana
Bewajah ka sawaal liyey bethay haan
Ahsaan hoo or ahsaas bhee kai rang roop liye bethay haan
kudrat ka Kamaal liyey bethay haan
Yu batengay nahi yu bikraygay nahi
Hum wafa ke shehar ma Kai dafa nahi
Hum faqr haan fikro faqa nahi
Faiz haan koi ,dikhawa nahi,
Hum umeed ke dher per mashal liyey bethay haan
Kahi kuch rakh na ho jay..........
Aqeel Khan Bang
-