खुरचने पर तो असलियत सोने की भी पता चल जाती है,
यह जो बिखर कर गिर गयी है इसी को ज़िन्दगी कहते है क्या?-
एक बारिश कभी तुम्हारे साथ भी हो,
चाय के बहाने ही सही तुमसे बात भी हो।
-
एक मिट्टी के बदन , झूमके, काजल और आँखों को कितना चाहेगा विक्रम,
अपनी हद पता करनी है तो उसकी ना मौजूदगी में उससे चाह कर देख।-
Bekaar nahi gayi mere yaar ki bewafai,
Main iss qadar bikhara ki aaj bhi khudko samet rha hu.-
Inn baarishon ki boondon ko kehdo wapis laut jaaye,
Mere jameen ko bhigane ke liye aanshoon hi kaafi hai.
-
Aaj mehkhano mein mujhko bheed bahut mili,
Suna hai unhone seher chhod diya hai.-
Har beeti shaam main apni nam aankhein tere naam karta hun,
Jabse tu nahi hai, teri tasveer se hi baat karta hun.
-
Uski kahani ka,
Sirf ek chhota sa kissa hun main,
Woh poori kahani hai meri.
-
Tujhe chhodne teri gali tak aaye the,
Sayad khud ko wahi bhul aaye hum-
khud mehkhano mein woh jaam se aashiqui karta hai,
Main do boond ishq ki pyale mein kya rakh loon, woh mujhe sharaabi kehta hai.-