Kuch khwab adhure hi thik h...
Kuki khwab aur haqikat m jamin asman ka fhraq hota h...
"Mar gaye khwab sabki aankhon ke
har taraf hai gila haqikat ka..."
-
Kala h dil humara tum na smjhoge...
Khaoge jb dhokha to tum bhi yehi bt bologe...-
"Mujhe apna bna paoge kya..."
Mohabbat rooh se hoti h...
Meri rooh ko apna paoge kya...
Ishq bato se hota h...
Meri bato ko smjh paoge kya...
Pyaar dil se hota h...
Mere dil ko smbhal paoge kya...
Suhabimaan thoda jada h mujhme...
Mere suhabimaam ko apne suhabimaan jitna smjh paoge kya...
Thodi chatpati hu mai...
Mujhe apni chashni m ghol paoge kya...
To bolo mujhe apna bna paoge kya...-
Jo tum khena chate ho wo alfaas banna chati hu mai...
Jo tum soche wo git banna chati hu mai...
Jo tum buno wo sapna banna chati hu mai...
Jo tum karo wo kaam banna chati hu mai...
Jo tum mehesus kro wo sukkun banna chati hu mai...
Tumhari jindgi m bss thodi si jagha chati hu mai...
Bss kuch itna sa hi chati hu mai...-
"Misunderstanding"
Kuch yu h ki ek dusre ko msg krne se phele bhi sochna pdta h...-
Khete h jb apne roth jate h to mna lena chaiye...
Pr...
Jb hum apno se roth jaye to...???...
Tb kya krna chaiye....??..-
Jeetna nhi chaa tha tumhe...dil se chaa tha tumhe...
Kbhi kadar ki hoti to btate ki kitna chaa tha tumhe...-
Tut k sawrna sikha h maine...
Tujhe dekh k jina sikha h maine...
Dekha h maine tujhe rote hue uske lie...
Teri yaado m roo k raato ko bighona sikha h maine....-
Ek bt tumhe btani h...
Teri meri dosti ki ye khani h...
Dil lga k hmne dosti ko gawaya tha...
Dost ho kr tumne hmse picha chudaya tha...
Hmne apni dosti ko kuch iss trha nibhaya tha...
Tumse door ho kr hmne dairyo se dil lagaya tha...
Ek bt tumhe btani h....
Teri meri dosti ki ye khani h....-