Sach naraz hua jab se mujhse
ab toh aakhe ban gayi hai
Aaina jhuth ka-
Khamoshi ne kah Diya
Shabdo ki jarurat na rahi
Tori prit ne bhigo Diya
Rango ki jarurat na rahi-
Kabhi gairo se mil jata hai
Ek pal sukoon ka
Jab apne apne nhi rahte-
A good friend is like a four-leaf clover; hard to find and Lucky to have
-
Anjaan Ajanabi ke intezaar mein gujari shaame
Jab apno ne Bezaar kar diya
Raha na hisab gujrate wakt ka
Khud ki kami ne khaar kar diya
Mahfil ki shan hum nhi the kabhi
Ab toh tanhaiyon ne bhi Milne se inkaar kar diya
-
Tum wo Sapna ho
Jiske sach hone ka
dar h mujhe
Tum Sager main Nadi hu
Tum se mil gum ho jaungi
dar h mujhe
Main chali tume dhudhne
Barish mita degi mere kadmo ke nishaan
Der h mujhe
Manjil pakar bhi
adhura rah jayega Mera Safar
Dar h mujhe-
Andhera itna badh gaya mere dil ka
Ujalo se Darne lage hai
Dusro se mohabbat pahle bhi
Na hoti thi humse
Ishq ke naam se darne lage hai
Kahna toh kuch bhi nahi tha hume
Sunne se darne lage hai-
Uski har khata ko maaf Kiya Maine
Khud ko nahi Kiya maaf
Use maaf karne ke liye-