Nazro ka andaaj alag
Abaad alag barbaad alag-
Ye jindagi hai keh rahi hai
Yu naa bhaago ghat rahi hai
Hum to galat hai wo sahi hai
Mai jo roya wo hash rahi hai
Yhi to jindagi hai dekh rahi hai
Hash rhe sab pr khush nhi hai
Dil pe taale juban pe nami hai
muskuraate jab hashte nhi hai-
•••🤞🏻❤️ Saiyaara ❤️🤞🏻•••
Chin gayi raate china jag Saara
Hisse me mere bs tu saiyaara
Moti hi moti aankhon me apne
Sapno ka jaise tuta ho taara
Khwaabon ka leke jaise shaara
Waqt hai gujra banke sitaara
Raahon me teri aake ruka hu
Dekhe bina na ab hoga gujaara
Teri hu tujhko chaahungi hr pal
Keh rahi thi mujhko wo pagal
Ret nahi ho tum tuta sitaara
Aankhein num aur tu saiyaara-
Teri baaton se badla zamana
Tu aake muskuraana
Thoda lehja dikhaana
Aur zara palke girana
Fir dekhega ye saara zamana
Ke Kaise badlegi ye duniya meri-
Whether you care or you turn away,
It changes not the love I convey.
Just imagine, if you brought me words,
I would have adorned them into poetry.-
Tum chaho na chaho kya farak padta
Meri chahato me isse kya asar padta
Zara socho tum labz le kr aati
Aur hum alfaazo se swaar lete-