She was artist
in a world that was
restricted from
imagining-
I am a person who tries to make truth look alluring.
Dooriyan to bahut hai
Bas majbooriyon
ne saath rakha hai.
Rishton mein darare
to bahut hai.
Bas gathon ne
jor rakha hai.
-
Chupaya to maine tmhe is qadar hai ki
Dil mein tm ho
Par dimag bhi bekhabar hai.-
Ro pari hai zindagi
Zinda laashein dekh kar
Jo samajhti thi khud ko haseen
Aaj hairan hai
Maut ki duaye dekh kar-
Wo jannat kya jisme tu nahi
Wo Mannat kya jisme tera zikr nahi
Maine to teri aakhon se dekhi hai
Duniya maa
Tere bina ye duniya
Jahannum se kam nahi-
Smaller the difference between
need and want is
easier the life becomes-
Raavan ke das chehre
duniya ne dekhe
Par yahan har ek ne
hazaar chupaye
-
Log do pal mein
jaan jate hai mujhe
Yaha main
barso se khud se anjaan hu.-
In a world where nothing is free
Everyone wants something for free.-
Ye kya galti ho gayi
Hmse
Naaptol ke bazaar mein
Behisaab mohabbat ho gayi
Tmse-