Meine insaan se waqt
aur waqt se insaan badalte dekha h...
Meine har dafe aaine mein
apna ek naya aks dekha h....-
Aaj kalam ki zubani...!
Just rhyming the emotions... #ascribbler
#abud... read more
मुझे लिखाई में इश्क मुक़म्मल ही बेहतर लगता है
स्याही और कागज मिलकर कुछ अधूरा कैसे लिखेंगे....!-
अगर मैं लिख भी दूँ तुम्हे इत्मिनान से
ज़िक्र कर हर तुम्हारी आदत का
वो फ़िर भी होगा बस ज़िक्र ही
पर तुम तोह पूरी किताब हो...-
वो कर रहे थे सवाल हर हरकत पर मेरी
बात यूं है की मिज़ाज उनका उनकी नजर में आया ही नहीं
और करूं भी क्या मैं जता कर उन्हें ये
के मुझे भी अपने फैसलों पर फिर मलाल आया ही नहीं।।-
Khwaab mere namumkin se
Haqeeqat meri bardash bahar h
Dar apne khud hi sach krne chali hun
Shayad har din darna bekaar h-
Sajawat se chhupa hai
Wo jo bikhra insaan hai andar
Bistar lautne se pehle ke insaan se toh
Tum kabhi rubaru hue hi nahi...!-
Mei sabki nazron me behaya hi sahi
Mei uski nazron me bewafa hi sahi
Kafir bhi karar do, khuda se rishta tuta sa h
Haq me karne ko mere zindagi meri,
mujhse har koi khafa bhi sahi.....!-
Ishq na mile taahumr bhale
Zakhm jo mile bhare na kabhi
Mile na marham hai manzoor
Kalam ye chhute na kabhi...-
Naari hun wo haari na jo
Sheetal nahi shastra dhaari hun wo
Raksha jo kar jati bhi ho
Seena cheer jaati bhi ho...!-