Anmol Zeevan # #
Bahut kharab hai ye dawor
Maowt ka tanta lag raha hai charo oar
Na jane ab jana hai kis oar
Pahle ka safar tha aasan
Par ab ho gaya hai kamzor
Na jane,jana hai kis oar.
Pahle gharo mei tha pariwaaron ka shor
Ab bas tham gaya mano unko shor
Na jane, jana hai kis oar. 🙏🙏
-
Aisa kya hua tha
Jise todne par lage ho
Kuch khamoshi hai
Par usme kuch jazbaat bhi hain
Aage kya karna hai
Ab iska vistaar bhi kar lo-
Mujhe samajhne ke liye
Kai saal bitaya maine
Phir bhi tu jaan na paya mujhe
Khule panno ki tarah thi mai
Jab bhi mujhe tatola
Safed kagaj ki tarah
Likh liya karte
Mujhe samajhne ke liye-
# # Naario
Thi zindagi kuch aisi si
Mila jab saath Naario ka
Sab ki ho gayi
Aisi ki taisi
Kahin to mai
Akeli thi
Kahin shayad Niraash bhi
Par mila ek naya pankh
Naario ka
Har disha mei
Udane mai
Nikal padi
Mila jab saath Naario ka-
Dear New year
Why are you feeling fear
I am here
Someone is there
Now everything is fare
Dear New year
-
Samay rukta nahi
Jeevan badlta nahi
Kya kya ham piche
Choddh aaye
Ye koi bolta bolta nahi
-
Waqt nahi gujarta
Raaste bahut hain
Jana kidhar hai
Kaam aneko hain
Par karna kya hai
Ye waqt nahi batata
Ye waqt nahi gujarta
-
Jab zindagi hai
Toh safar bhi hai jari
Mat hatna tum piche kabhi
Kya pata Kis kis ko
Jeena sikha de
Ye nayi pidhih hamari-
Adhuri khuayishon ke naam
Karte hain ham unhe badnaam
Karna tha kaam
Kamana tha naam
Par kar gaye badnaam
Adhuri khuayishon ke naam-