Yhe jo tum man he man muskara rehe hoo
Sayad dill mai chupi koi waja hai
Sayad wo waja mai hu
Sayad Meri waja se tumari muskarahat hai-
Hum tumse mohabbat Beintehaa karte hai,
zara tum v kr lia kro.
Dedar na ho sake too bhi sahi,
whats app ke messages too seen kr lia kro,
-
Teri ankhon mai jo nasha hai
us mai doob jana chata hu,
Tere dill mai apna ek chota sa ghar hoo
uss ghar mai rehena chata hu,
Aaj kl tu batt nehi karti dang see
too dukh hota hai
tab teri tasveer ko dill se laga ke,
Iss nasamaj dill ko samja lia karta hu,
Kabhi kabhi tere pyar ke nashe mai
khoo jaya karta hu,
Aaj kal too bs dill lagaya karta hu
Aaj kal too bs dill lagaya karta hu.
-
Mujhe wo pasand bahut hai,
Kareeb uske beshumar Jana chahta hun.
Eu too tairna aata hai mujhe
pr uski aankhon mein,
doob Jana chahta hun,
doob Jana chahta hun.
Jis din wo bataigi uske dill ke hal,
uske pass rahana chahta hun.
Siddhath Ho hamari Mohabbat mein itni,
ki waqt bhi bole,
Aaj main thiyar jana chahta hun,
Aaj main thiyar jana chahta hun.-