😎Ek aam aadmi apne zindagi bhar kya karta hai ye jaan na ho toh ,
Uske tatti ka tank ka tatti khudwa lo pata chal jayega, chii🤧
To kya, ek pita,pati , bhai behen aur kya karte hain zindagi bhar.....bolo
😮Kyu wo apna ghar parivaar nhi chalatein hain, bachho ke pet nhi paalte hain kya, apni patni ko pyaar nhi karte kya, beti ka biyaha nhi karte
😎Main poochta hu kiska parivaar kiski patni kiski bet ka biyaha yeh sab kha se aate hain,
20 ki umar me jab wo Raju mast hokar kachha pahenkar ghoom rha tha to kha tha yeh parivaar,
Whi 30, me usi raju ke jo rang se chhat pr sota tha, jo gali ke kutto ke sath khelta tha, khi bhi hag leta tha , man karta tha to ghoomta tha tshirt pehenkar jo ki 2,3 mahine se dhuli nhi hai ab wohi Raju
Belt kaskar badhta hai aur nikal padta hai apne daftar mein gali khane,
Wohi Raju jo raste me kisi kutte ki bhi gali nhi bardaast kar pata tha ab wo srr srr karke poochh hilata rehta hai yes sir yes sir karke
Jo pita hota hai mazdoor ban jata hai, fir daftar se nikalkar bazaar me aam aadmi, fir bajaar se ghar par aata hai to pita , beta, wagera wagera ban jata hai
Ek aadmi ki itne roop, baap re baap bhagwan bachaye
Mujhse ek naam nahi sambhala jata ,
-