Tera dil jo saaf itna, teri nigaho me dikhti rosni uski.
Mann to krta h k dekhta rahu bs nigaho me teri , pr zameer ijazat deta nai.
kheta ki khwaish kya h uski ye bhi jaan le, psand na ho usse to tu nazare htta le.-
"TU JB NARAJ HOTI HAI TO SUNTI NAI MERI AUR ME JAANE WALE ROKTA NAI DUSRI BAAR."
-
"AKSAR LOG DUKHI HAI KYUNKI WO DUKHI RHENA CHATE HAI, KUCH KAL K FIKAR ME AUR KUCH KAL K GAM ME."
-
Tujhe dekha hua ik ehsaas,
Tujhse mila lga khas,
hua kab ishq ye na khabar na etraaz,
Bs Har din aur ishq krne k mile ijazat,
Yahi h Rabb se ik aas.-
Jeeta har mukaam fir bhi kuch rhe gya,
umar athais pr jindagi k arth smaj gya,
Jindagi k arth mukabla ya sirf jeet nai,
Jeena har pal dhyan se asli arth h yahi.
Ab jo khunga me kr usse ghen tu,
Swapan avastha arthat aneyk vichar,
Dhyaan avastha arthat sunya vichar.
-
"Ishq k asama tk bde kam parinde hi hai phunch patte,
kuch ko pta hi nai chlta kabhi k hai kya ishq ,
kuch jisam k chah ko ishq smajh lete h,
kuch saudebaji me masgul ho jate h,
kuch ko hamsafar nai milta
aur jinhe milta h unme se bhi kuch us asama tk ud nai patte."-
"Asmaan ko dekhne k adat bachpan se h, gaur bi kiya pr himmat me hi kami thi jo sitare ginne nhi kabhi."
-
Subha fir ek jindagi mili, Ankhee band kri raat
khud k marji se, subha khuli khuda k marji se.-
"Manjil dur ho jitni bhi jindagi sirf ek h,
Soch le marna to h tb bhi agar na bda manjil k taraf."-