Apne dil ki bat shupaye rakhti hu
Isliye apne chahre ko
Hasi se sajaye rakhti hu-
๐๐โฅ๏ธsunno jo humare alfaz pasand aa gaye na samjh lena pyar ko bhut ac... read more
Itna kuch saah ke bhi kya mil jana h
Ye juthi duniya h
Dikhawat hi iska khajana h
-
Zindagi ki lakire bhi
Bada mazak karti h
Haste bande ko bhi
Zar zar kar deti h
Najane kya karan h
Yu waqt ki mar khane ka
Jite ji insan ko
Ye maar deti h-
Tanhai ka aalam ho
Apno ki mahefil ho
Pass hoke bhi
Apno ki kami ho
Aur isse jyada akelepan ki
Kahani kya hogi
Apno ke hote hue begani kya hogi-
Tum likhe khas ho
Jara sambhal ke raha karo
Itna bawal karte h tumhare alfaz
Logo ke dilo me jara
Pango se bache raha karo-
Rakhi ka tyohar h
Apno ka pyar h
Aur kuch nai chaiye
Jab tak bhaiyo ka dulhar h
Happy Rakshabandhan
To All The Brothers In The World
Tum na hote to baheno
Ka saya kun hota
Thnku-
Aaj mere zindagi ke
Sabse khas insano ka din h
Unse ladna jhagadna
Apni baat manwane ke liye
Unhe daat khilana
Papa ki nakli sign karwana
Har bat par unki dat khana
Unka yu hume samjhna aur samjhana
Haa wo ek sath nai ahesas h
Rab ke pass hone ka ek vishwas h
Haa wo aur koi nai mere bhai h
Love u bhaiyo๐๐๐๐๐-
Khuda ki rahemat ka kya bakhan karu
Jab wo deta h to logo ke muh band ho jate h
Jinke khulte h muh tana kassi ke liye
Wo bhi nicha dekhne par majbur ho jate h-
Tano se bat ho
Tano se din ho
Tano se rat ho
Rakhna vishwas
Apne satguru par
Ki jab bhi shuruwat ho
Apke muh par muskan ho-