Mane uski tasveer ko ab tak sambhal rakha h.. Isqh ne ab tak mujhe janjeer may dal rakha h.. Uska jane ka sach to kabka man liya h mane.. Aj bhi Uske aane ka bhram pal rakha h..
Baithe hai chain se kahi .. Jana to hai nahi ham begharo ka koi thikana to hain nahi... Wo jo hamay pasand hai kon h kaisa hai ...? Kya pucchte ho...?? Hamay batana to hai nahi ....😍